Monday, July 24, 2017

Udhalit Shata Kirana

उधळीत शतकिरणां
उधळीत शतकिरणां उजळीत जनहृदया
नभात आला रे प्रभात रवि उदया
तिमिराची रजनी गेली रे गेली लया

थरकति चंचल जललहरी, नटली सजली वसुंधरा
मधुमय मंगल स्वरलहरी चढल्या भिडल्या दिगंतरा
धिंधिंधिंता धिंधिंधिंता दुंदुभीच्या नादासंगे
अंबराच्या मंदिरात मंद्र वाजे सनई
जय जय बोला, जय जय बोला कोटीकोटी कंठांनि
भारताच्या भविष्याच्या पहाटेच्या समयी
रे संपली ती शर्वरी, ये हा रवि या अंबरी

चल करि वंदन नवयुवका, गगनी विलसे नवा रवि
तुजसि न बंधन कधी पथिका, दिसली तुजला दिशा नवी
दिडदिडदारा दिडदिडदारा, प्राण आता झंकारती
तारुण्याच्या सामर्थ्याला कारुण्याची साथ दे
या भूमीला आकाशाचे आशीर्वाद लाभावे
पौरुषाला विक्रमाचे वैभवाचे हात दे
ही प्रार्थना, ही कामना, ही भावना, ही अर्चना


गीत - वसंत बापट

संगीत - कानू घोष

Wednesday, July 19, 2017

Koi Kahe, Kehta Rahe - Dil Chahta Hai

Koi Kahe, Kehta Rahe Kitna Bhi Humko Deewana
Koi Kahe, Kehta Rahe Kitna Bhi Humko Deewana
Hum Logon Ki Thokar Mein Hai Yeh Zamaana
Jab Saaz Hai, Aawaaz Hai, Phir Kis Liye Hichkichaana
Jab Saaz Hai, Aawaaz Hai, Phir Kis Liye Hichkichaana
Oh, Gaayenge Hum Apne Dilon Ka Taraana
Bigade Duniya, Bigadne Bhi Do
Jhagade Duniya, Jhagadne Bhi Do
Lade Jo Duniya, Ladne Bhi Do, Hum Apni Dhun Mein Gaao
Duniya Roothe, Roothne Do
Bandhan Toote, Tootne Do
Koi Chhoote, Chhootne Do, Na Ghabraao
Hum Hain Naye, Andaaz Kyun Ho Puraana
Hum Hain Naye, Andaaz Kyun Ho Puraana
Aankhon Mein Hain Bijliyaan, Saanson Mein Toofaan Hai
Darr Kya Hai Aur Haar Kya, Hum Isse Anjaan Hai
Hamaare Liye Hi To Hai Aasmaan Aur Zameen
Sitaarein Bhi Hum Tod Lenge, Hamein Hai Yakeen
Ambar Se Hai Aage Hamaara Thikaana
Hum Hain Naye, Andaaz Kyun Ho Puraana
Sapnon Ka Jo Des Hai, Haan Hum Vahin Hain Pale
Thode Se Dil Fhenk Hai, Thode Se Hai Manchale
Jahan Bhi Kahe Apna Jaadu Dikhaate Rahe
Mohabbat Haseeno Ko Aksar Sikhaate Rahe
Aaye Hamein Dil Aur Neendein Churaana
Hum Hain Naye, Andaaz Kyun Ho Puraana
Koi Kahe, Kehta Rahe Kitna Bhi Humko Deewana
Koi, Kehta, Kitna Bhi Humko Deewana
Oh, Hum Logo Ki Thokar Mein Hai Yeh Zamaana
Oh, Jab Saaz Hai, Aawaaz Hai, Phir Kis Liye Hichkichaana
Jab Saaz Hai, Aawaaz Hai, Phir Kis Liye Hichkichaana
Oh, Gaayenge Hum Apne Dilo Ka Taraana
Bigade Duniya, Bigadne Bhi Do
Jhagade Duniya, Jhagadne Bhi Do
Lade Jo Duniya, Ladne Bhi Do, Hum Apni Dhun Gaao
Duniya Roothe, Roothne Do
Bandhan Toote, Tootne Do
Koi Chhoote, Chhootne Do, Na Ghabraao
Hum Hain Naye, Andaaz Kyun Ho Puraana
Oh, Hum Hain Naye, Andaaz Kyun Ho Puraana
Hum Hain Naye, Andaaz Kyun Ho Puraana
Hum Hain Naye, Andaaz Kyun Ho Puraana